INDIAN GUITARISTS PRO ⚡ AMP FAST

Aage Bhi Jaane Na Tu Chords by Asha Bhosle

By Asha Bhosle • Verified Chords
★ 4.9 (93 reviews)
Difficulty: Beginner
Capo: No Capo
Tuning: Standard E A D G B e
Strumming: D - D U - U D - D U
Chords in this song:
D G A
DAage bhi jaane na Gtu, peeche bhi jaane na Atu Jo bhi hai, bas yahi ek Dpal hai. Anjaane saayon ka raahon mein dera hai, Andekhi baahon ne hum sabko ghera hai. Ye pal ujaala hai, baaqi andhera hai, Ye pal gawaana na, ye pal hi tera hai. DJeene waale soch le~ AYahi waqt hai, kar le puri aarDzu. DAage bhi jaane na Gtu, peeche bhi jaane na Atu Jo bhi hai, bas yahi ek Dpal hai. DIs pal ke jalwon ne mehfil sawaari hai, GIs pal ki garmi ne dhadkan ubhaari hai. AIs pal ke hone se duniya hamari hai, DYe pal jo dekho toh sadiyon pe bhaari hai. DJeene waale soch le~ AYahi waqt hai, kar le puri aarDzu. DAage bhi jaane na Gtu, peeche bhi jaane na Atu Jo bhi hai, bas yahi ek Dpal hai. DIs pal ke saaye mein apna thikana hai, GIs pal ke aage ki har shay fasaana hai. AKal kisne dekha hai, kal kisne jaana hai, DIs pal se paayega jo tujhko paana hai. DJeene waale soch le~ AYahi waqt hai, kar le puri aarDzu. DAage bhi jaane na Gtu, peeche bhi jaane na Atu Jo bhi hai, bas yahi ek Dpal hai.
Want Full Chord Fingering Diagrams?

Switch to the interactive web player for clickable chord fingering boxes and song tools.

Open Interactive Web View →
Indian Guitarist App Tuner, Strumming & Offline Chords
Get App