INDIAN GUITARISTS PRO ⚡ AMP FAST

Departure Lane Chords by Talha Anjum

By Talha Anjum • Verified Chords
★ 4.9 (83 reviews)
Difficulty: Beginner
Capo: No Capo
Tuning: Standard E A D G B e
Strumming: D - D U - U D - D U
Chords in this song:
Am G C
[Verse 1] AmKhush fehmiyan hain GKhudsay bani hein C Kuch kami hai, toh (AmKuch kami hai toh) G Mein bhi yahan hun C Voh bhi yahin hai Am Kya voh nahi hai jo? (GVoh nahi hai jo) C Kya voh teri meri be-takallufi? G Ya voh duniya mein sabsay sar-kashi Am Tu pariyon si kaisi naazneen G Ki dil ne zehen ki na suni C Khuda ne ye hawayein tere sang kardīn G Tu voh jo be-rang ko bhi rang karti Am Tu voh jo mujhay haasil hi nahi G Main karun tujhay kaisay ye bayaan? [Chorus] C Meri jaan, meri jaan, tu naa ja G Abhi qarz hai tujh pe voh waada Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha G Rang badlay ye kaisay aasmaan C Meri jaan, meri jaan, yun naa ja G Badlo na tum apna irada Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha G Rang badle ye kaisay aasmaan [Verse 2] C Meri saari umar mein tu hi hai kami G Baaki sab hai mayassar Am Tera na aana mujhay maardega G Tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar C Bikhra hai dil ka ye daftar G Koi nahi ghar par Am Jaunga kidhar tak? G Aadatein nhi chhoot'tin C Roz wahin jahan se shuru kiya, sifar se sifar tak G Duniya mile kaam se bas Am Duniya mere kaam ki nahi G Mein suraj se mukhatib hoke shaam se baitha hun C Ye humara pehla jaam to nahi (GJaam to nahi) Am Sabar ka imtehaan naa le G Tu mere sabar ka inaam to nahi C Tu mujhsay kuch chhupa bhi le G Tu mujhay kuch bata hi nahi Am Ab teri marzi, mujhpay kuch tu kar ayaan hi nahi [Chorus] C Meri jaan, meri jaan, yun na ja G Abhi qarz hai tujh pay voh waada Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha G Rang badlay ye kaisay aasmaan C Meri jaan, meri jaan, yun naa ja G Badlo na tum apna irada Am Meri jaan mujhay kya hi pata tha G Rang badle ye kaisay aasmaan
Want Full Chord Fingering Diagrams?

Switch to the interactive web player for clickable chord fingering boxes and song tools.

Open Interactive Web View →
Indian Guitarist App Tuner, Strumming & Offline Chords
Get App