INDIAN GUITARISTS PRO ⚡ AMP FAST

Jeevan Se Bhari Teri Aankhen Guitar Chords

By Kishore Kumar • Verified Chords
★ 4.8 (62 reviews)
Difficulty: Intermediate
Capo: No Capo
Tuning: Standard E A D G B e
Strumming: D - D U - U D - D U
Chords in this song:
Dm D G C F
[Intro] (Dm) (D) (G) (D) [Verse] (Dm) Jeevan Se Bhari Teri Aankhen (G) (C) Majboor Kare Jeene Ke Liye, Jeene Ke Liye (Dm) Saagar Bhi Taraste Rahte Hain (G) (C) Tere Roop Ka Ras Peene Ke Liye, Peene Ke Liye (Dm) Jeevan Se Bhari Teri Aankhen [Instrumental] (F) (G) (F) (G) (Dm) [Verse 1] (G) Tasveer Banaye Kya Koi (G) Kya Koi Likhe Tujhpe Kavita (G) Rango Chhando Mein Samayegi (G) Rango Chhando Mein Samayegi (D) (C) (G) Kis Tarah Se Itnee Sundarta, Sundarta (Dm) Ek Dhadkan Hain Tu Dil Ke Liye (G) (C) Ek Jaan Hain Tu Jeene Ke Liye, Jeene Ke Liye (Dm) Jeevan Se Bhari Teri Aankhen [Instrumental] (Dm) (D) (G) (D) [Verse 2] (G) Madhuban Ki Sugandh Hain Saanson Mein (G) Baahon Mein Kamal Ki Komalta (G) Kirnon Ka Tej Hai Chehre Pe (G) Kirnon Ka Tej Hai Chehre Pe (D) (C) (G) Hirnon Ki Hai Tujh Mein Chanchalta, Chanchalta (Dm) Aanchal Ka Tere Hain Taar Bahut (G) (C) Koi chak Jigar Seene Ke Liye,Seene Ke Liye [Chorus] (Dm) Jeevan Se Bhari Teri Aankhen (G) (C) Majboor Kare Jeene Ke Liye, Jeene Ke Liye
Want Full Chord Fingering Diagrams?

Switch to the interactive web player for clickable chord fingering boxes and song tools.

Open Interactive Web View →
Indian Guitarist App Tuner, Strumming & Offline Chords
Get App