🎸 Standard E A D G B e • Capo: No Capo
Gm
Mere Rang Mein Rangne Waali
F
Pari Ho Ya Ho Pariyon Ki Rani
Eb D
Ya Ho Meri Prem Kahaani
Gm Eb Gm D
Mere Savaalon Ka Jawaab Do
Gm
Do Na... (2)
Gm F
Bolo Na Kyon Ye Chaand Sitaare
F Eb
Takte Hain Yoon Mukhde Ko Tumhaare
Eb D
Chhooke Badan Ko Hava Kyon Mehki
D Gm
Raat Bhi Hai Behki Behki
Gm Eb Gm D
Mere Savaalon Ka Jawaab Do
Gm
Do Na... (2)
Gm F
Kyon Hon Tum Sharmaayi Hui Si
F Eb
Lagti Ho Kuchh Ghabraayi Hui Si
Eb D
Dhalka Hua Sa Aanchal Kyon Hai
D Gm
Ye Mere Dil Mein Hulchul Kyon Hai
Gm Eb Gm D
Mere Savaalon Ka Jawaab Do
Gm
Do Na
Gm F
Dono Taraf Benaam Si Uljhan
F Eb
Jaise Mile Hon Dulha Dulhan
Eb D
Dono Ki Aisi Haalat Kyon Hai
D Gm
Haan Phir Itni Mohabbat Kyon Hai
Gm Eb Gm D
Mere Savaalon Ka Jawaab Do
Gm
Do Na
Gm
Mere Rang Mein Rangne Waali
F
Pari Ho Ya Ho Pariyon Ki Rani
Eb D
Ya Ho Meri Prem Kahaani
Gm Eb Gm D
Mere Savaalon Ka Jawaab Do