O Majhi Re Guitar Chords

Artist: Kishore Kumar Intermediate Key: C Capo: No Capo Tuning: Standard E A D G B e
Chords Used:
Font Size:
Advertisement
🎸 Strumming Pattern: Standard 4/4 Acoustic
D - D U - U D - D U
D = Downstroke (↓) • U = Upstroke (↑) • - = Rest / Space
🎸 Standard E A D G B e • Capo: No Capo
[Intro] (C) O maajhi re! (C) (Eb) (C) O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai. (C) (Eb) (C) O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai. (C) O maajhi re! [Verse 1] (C) (C) (C) (Am) (C) Saahilon-pe behane-waale, kabhi suna to hoga kahin? Oh! (C) (C) (C) (Am) (C) Ho! Kaagazon ki kashtiyonka kahin kinaara hota nahin. (F) (C) O maajhi re! Maajhi re! (C) (C) (C) (Am) (F) (C) Koi kinaara, jo kinaare se mile woh, apana kinaara hai. [Chorus] (C) (Eb) (C) O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai. (C) O maajhi re! [Verse 2] (C) (C) (C) (Am) (C) Paaniyon mein beh rahe hain, kai kinaare tootey huye. Oh! (C) (C) (C) (Am) (C) Ho! Raaston mein mil gaye hain sabhi sahaare chhootey huye. (F) (C) O maajhi re! Maajhi re! (C) (C) (C) (Am) (F) (C) Koi sahaara majhadhaare mein mile jo, apanaa sahaara hai. [Chorus] (C) (Eb) (C) O maajhi re! Apana kinaara, nadiya ki dhaara hai. (Eb) (C) (Eb) (C) Nadiya ki dhaara hai... Nadiya ki dhaara hai...
Advertisement