INDIAN GUITARISTS PRO ⚡ AMP FAST

Safar Chords by Arijit Singh @Jab Harry Met Sejal

By Jab Harry Met Sejal • Verified Chords
★ 4.9 (32 reviews)
Difficulty: Intermediate
Capo: No Capo
Tuning: Standard E A D G B e
Strumming: D - D U - U D - D U
Chords in this song:
Am F D C G
[Intro] Am F D x8 [Verse] Am Ab na mujhko yaad beeta F D Main toh lamhon mein jeeta Am Chala ja raha hoon F D Main kahaan pe ja raha hoon… Am F D Kahaan hoon? Am F D Iss yaqeen se main yahan hoon Am Ki zamana yeh bhala hai F D Aur jo raah mein mila hai Am Thodi door jo chala hai F D Woh bhi aadmi bhala tha Am F Pata tha… D Am F D Zara bas khafa tha F C Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi G D Woh rasta puraana jisey yaad aana F C Zaroori tha lekin jo roya mere bin G D Wo ek mera ghar tha F C Puraana sa darr tha G D F C Magar ab na main apne ghar ka raha G F C G D Safar ka hi tha main safar ka raha [Chorus] F C Idhar ka hi hoon na udhar ka raha G D Safar ka hi tha main safar ka raha F C Idhar ka hi hoon na udhar ka raha G D Safar ka hi tha main safar ka raha F C Main raha… o o… G D Main raha… wo o… F C G Main raha… [Instrumental] F C G D x4 [Instrumental] Am F D x2 [Verse] Am F D Neel patthron se meri dosti hai Am F D Chaal meri kya hai raah jaanti hai Am F D Am F D Jaane rozana… zamana wohi rozana Am F D Shehar shehar fursaton ko bechta hoon Am F D Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon Am F D Am F D Aise rozana.. rozana khud se begana… F C Jabse gaanv se main shehar hua G D Itna kadva ho gaya ki zehar hua F C Main toh rozana G D F C Na chaaha tha yeh ho jaana maine G D F C Ye umrr, waqt, raasta.. guzarta raha G Safar ka hi tha main safar ka raha [Instrumental] F C G D [Chorus] F C Idhar ka hi hoon na udhar ka raha G D Safar ka hi tha main safar ka raha F C Idhar ka hi hoon na udhar ka raha G D Safar ka hi tha main safar ka raha F C Main raha… o o… G D Main raha… wo o… F C G Main raha… [Outro] F C G D x4 Safar ka hi tha main safar ka raha X
Want Full Chord Fingering Diagrams?

Switch to the interactive web player for clickable chord fingering boxes and song tools.

Open Interactive Web View →
Indian Guitarist App Tuner, Strumming & Offline Chords
Get App