Taare Chords by Farak

Artist: Farak Intermediate Key: D Capo: No Capo Tuning: Standard E A D G B e
Chords Used:
Font Size:
Advertisement
🎸 Strumming Pattern: Standard 4/4 Acoustic
D - D U - U D - D U
D = Downstroke (↓) • U = Upstroke (↑) • - = Rest / Space
🎸 Standard E A D G B e • Capo: No Capo
[Verse 1] DHumara thokaron se kuch purana khaas naata hai GHai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai BmHumara thokaron se kuch purana khaas naata hai AHai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai [Verse 2] DAb Haal-e-dil to na poocho batate dar sa lagta hai GIs khaali ghar ko na looto ye buzdil sar patakta hai BmVo ghar chhoota hai jab se AKambhakhat koi aasra na hai [Chorus] DYe kaagaz kaanpta jab hote dil ke ghaav taaza hain GKe lafz kuch aise hain BmGawaya is qadar ke AGaur farmaiyega [Verse 3] DGawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai GParinda kaid pinjre mein BmParinda kaid pinjre mein AUse dar aasmaan ka hai [Chorus] DGawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai GParinda kaid pinjre mein BmUse dar aasmaan ka hai AGawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai [Bridge] DParinda kaid pinjre mein use dar aasmaan ka hai GJo bikhra toot ke fir vo BmSamete na simat ta hai AHain partein is qadar dil pe [Verse 4] DTaraashe na nikharta hai GHalaaton se liya jab bair to BmHar, daav haara main AYe kandhe jhuk rahe hai DUmmeedon ka bhaar zyaada hai
Advertisement