Taare Chords by Farak
By Farak
•
Verified Chords
Chords in this song:
D
G
Bm
A
[Verse 1]
DHumara thokaron se kuch purana khaas naata hai
GHai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai
BmHumara thokaron se kuch purana khaas naata hai
AHai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai
[Verse 2]
DAb Haal-e-dil to na poocho batate dar sa lagta hai
GIs khaali ghar ko na looto ye buzdil sar patakta hai
BmVo ghar chhoota hai jab se
AKambhakhat koi aasra na hai
[Chorus]
DYe kaagaz kaanpta jab hote dil ke ghaav taaza hain
GKe lafz kuch aise hain
BmGawaya is qadar ke
AGaur farmaiyega
[Verse 3]
DGawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai
GParinda kaid pinjre mein
BmParinda kaid pinjre mein
AUse dar aasmaan ka hai
[Chorus]
DGawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai
GParinda kaid pinjre mein
BmUse dar aasmaan ka hai
AGawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai
[Bridge]
DParinda kaid pinjre mein use dar aasmaan ka hai
GJo bikhra toot ke fir vo
BmSamete na simat ta hai
AHain partein is qadar dil pe
[Verse 4]
DTaraashe na nikharta hai
GHalaaton se liya jab bair to
BmHar, daav haara main
AYe kandhe jhuk rahe hai
DUmmeedon ka bhaar zyaada hai