🎸 Standard E A D G B e • Capo: No Capo
AmTu Hindu banega na, GMusalman banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmTu Hindu banega na, GMusalman banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmAchha hai abhi tak tera kuch Gnaam nahin hai
Tujhko kisi mazhab se koi Ckaam nahin hai
AmAchha hai abhi tak tera kuch Gnaam nahin hai
Tujhko kisi mazhab se koi Ckaam nahin hai
FJis ilm ne insaanon ko Gtaqseem kiya hai
CUss ilm ka tujh par koi Amilzaam nahin hai
AmTu badle hue waqt ki Gpehchaan banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmTu Hindu banega na, GMusalman banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmMalik ne har insaan ko Ginsaan banaya
Humne use Hindu ya CMusalman banaya
AmMalik ne har insaan ko Ginsaan banaya
Humne use Hindu ya CMusalman banaya
FKudrat ne to bakshi thi humein Gek hi dharti
Humne kahin Bharat, kahin CIran banaya
AmJo tod de har bandh wo Gtoofan banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmTu Hindu banega na, GMusalman banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmNafrat jo sikhaye wo Gdharam tera nahin hai
Insan ko jo ronde wo Cqadam tera nahin hai
AmNafrat jo sikhaye wo Gdharam tera nahin hai
Insan ko jo ronde wo Cqadam tera nahin hai
FQuran na ho jisme woh Gmandir nahin tera
Geeta na ho jisme woh Charam nahin hai
AmTu aman ka aur sulah ka Garmam banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmTu Hindu banega na, GMusalman banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmYe deen ke tajar, ye Gwatan bechne wale
Vatan bechne wale
AmYe deen ke tajar, ye Gwatan bechne wale
Vatan bechne wale
FInsano ki laashon ke Gkafan bechne wale
Kafan bechne wale
CInsano ki laashon ke Amkafan bechne wale
AmYe mehlon mein baithe hue Gqateel ye lutere
Kaanton ke ewaz rooh-e-chaman Cbechne wale
AmTu inke liye maut ka Gaelan banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega
AmTu Hindu banega na, GMusalman banega
CInsaan ki aulaad hai, GInsaan banega